Maqsad
Apki zindagi mein maqsad ek beej ke tarah hota hai aur beej phir ek plant banta hai phir tree jiski zindagi mein maqsad nhi hai to uske paas zindagi jine ki koi wajah n hai bina rooh ke insan lash hai aur bina maqsad ki zindagi maut hai..
Maqsad apki apki zindagi mein apko jine ki wajah deta hai aur aage badhne ka agar apne apni zindagi mein maqsad ko nhi paala to apki zindagi be-maqsad hai aur be maqsad zindagi hamesha dusre ke kaam aati hai na ki apke..
Ek zindagi woh hoti hai jab ap is duniya mein aate hai aur ek woh jab apko is zindagi mein maqsad milta hai jise Re-bearth bhi kaha gaya hai aqsar zindagi mein zindagi mein millne se zyada zaruri hai is zindagi mein maqsad ka milna..
Apki zindagi mein maqsad apko dikhata hai ki ap zinda hai qki yeh apko jine ki wajah deta hai aur jine ki wajah hi apko zindagi deti hai... Zindagi mein maqsad ko apne ankho mein rakhe aur rasto se pyaar kar le maqsad khud apka ho jayega..
(s@if)

Comments
Post a Comment